Scam or fraud: Bank Of Baroda — prdan mantri jan dhan yojana ke saband me

Submitted by:  satyam seth

Complaint Details:
Hamne bank of bafoda se 100000 ka lone liya tha 3saal 6 mahine pahle 3 saal ka maine 3 saal tak byaj aor pesa laga tar jama kar nikalte rhe par 6 mahina mami ka tabiyat kgarab hone ke kard byaj nahi jama kar paye jab hm byaj jama kiye uske 6 din pahle bank ke tarf se rc kaat diya gya.jab hamare dwara pucha gaya ki sar aap ne bina hame notic diye rc kaat di to menejar dwara yah kah ke bhej diya gya ki mera man hmne rc kaat di dhmkate huae kha gya aap ko jo krna hai kot se kar lijiye isme hm dukan bech kr pesa chukaye sdak pe aa jayeya kya kare aap hme bataiye…

Comments

comments